Jahan Ke Ufaq
Jahan ke ufaq itane qareeb na laiyega.
Zakhm-e-dil se na khoon bahaiyega.
Vo gayi hai ek nayi hasti basane,
Us ke chale jane ko apna anjaam na banaiyega.
Jahan ke ufaq itane qareeb na laiyega.
Zakhm-e-dil se na khoon bahaiyega.
Vo gayi hai ek nayi hasti basane,
Us ke chale jane ko apna anjaam na banaiyega.