Aapko Zindagi Mana Hai
Humne to aapko zindagi mana hai,
Aapki har saans ko bandagi mana hai,
Khuda kare ki salamat rahe aap sada,
Kyuki aapki har saans ko humne apni saans mana hai….
Humne to aapko zindagi mana hai,
Aapki har saans ko bandagi mana hai,
Khuda kare ki salamat rahe aap sada,
Kyuki aapki har saans ko humne apni saans mana hai….
Zamane ki parwaah kise hai hum to aap pe marte hai,
Aaj ye khul k kehte hai ki hum ishq aap se karte hai,
Samajh sake to samajh le ye nigaho ka fasana hai jaanib,
Gustaakhiyo k dar se ye fasana baya hum nigaaho se karte hai……
Dekha unki aankhon mein ajeeb si kasak thi
Dil humara madhosh hua jisse aisi wo mehak thi
Keh na paaye hum unsse apne dil ki halaat
Ki wo humare jismo-jaan se rooh talak thi
Ruswaiyani hai Ishq mein,Barbadi hai pyar mein
Aasoo hai Ishq mein,Bebasi hai pyar mein
Ghum hai Ishq mein,Haar hai Ishq mein
Hume sab pata hai,Magar kya kare
Hum bhi hai Ishq mein
Kahin kho naa jaye ye zindagi..
Mujhko tuh isse jee le de..
Teri Adaa, teri sada jaise jaam ..
Yeh muhabbat mujhe pee lene de !!
Phool hu Gulab ka Chameli ka maat samjhna,
mein to ashiq hu tera,
Saheli ka maat samjhna!
Aapse milkar ho gaya zindagi se pyar,
Raah me chhod kar mat jana mere yaar.
Bin aapke hum ji na payenge,
Aap nhi hoge to hum “JAAN” kise bulayege.
Tum jaan ho hamari ,tum hi jindagi ho ,
tum hi dil ho,tum hi dhadkan tum hi saans ho,
Bin tumhare kese mumkin hai jindgi,
jine ki hamare tum hi to aas ho.
pyaar me milati hai lambi judai,
pyaar me milati hai sanam ki bewafai,
ye to tohfa hai mohabbat ka mere dost,
pyaar me milte hain “aansu ,dard or tanhai”.
